SMS Shayari
AB BHI | AB BHI |
|
|
KOI ATKA HUA HAI PAL SHAYAD, WAQT MEIN PAD GAYA HAI BAL SHAYAD AA RAHI HAI JO CHAAP QADMON KI, KHIL RAHE HAIN KAHIN KANWAL SHAYAD DIL AGAR HAI TO DARD BHI HOGA, IS KA KOI NAHI HAI HAL SHAYAD RAAKH KO BHI KURAID KER DEKHO, AB BHI JALTA HO KOI PAL SHAYAD |