*

*



Home arrow SMS Shayari
fizaon me ek naya rang sa chaya hai E-mail

Aasman ne Vadiyon me pani barsaya hai,
fizaon me ek naya rang sa chaya hai,
Khamosh kyun ho tum
Plz thoda sa muskurao,
Tumhari muskan dekhne
hamara Msg aya hai.

 
Main to samjha tha k to Insan hai Sudher Jaye ga E-mail

Woh to Bandar hai Darakhato pe Charh Jaye Ga,

Masla Oont ka hai Oont Kidher Jaye ga,

Main to samjha tha k to Insan hai Sudher Jaye ga,

Kya Khabar thi k to Gadha hai Gadha hi Kehlaye Ga.

 
Jab zamana hai patthar dil E-mail

Mahobat ko log jab khuda mante hai.
Pyar karne walo ko kyo bura mante hai.
Jab zamana hai patthar dil,
Kyo patharo se dua mangte hai.

 
jo hamain apni jaan se bhi pyare hain E-mail

Ye phool, Ye kaliyan, Ye mausam,
Sab qudrat k nazare hain
SMS hum unhe karte hain,
jo hamain apni jaan se bhi pyare hain.

 
Kya pata koon bhool jaye ye mohabbat... E-mail

Guzer jaien ge un k wo pal ache...
Jinhe hum intezaar aur wo waqt kehte hien...

Kya pata koon bhool jaye ye mohabbat...
Jise hum zindagi aur wo aik lafz kehte hien...

 
<< Start < Prev 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 Next > End >>

Results 16 - 20 of 1213

Enter your email address:
RSS Subscribe