*

*



Home arrow SMS Shayari
mita dein gay yeh duri E-mail

mita dein gay yeh duri, yeh faslay sabhi!
kaho gi ik baar kay milo aa kay kabhi!
na hon gay durr phir tum say is zindagi main!
khula rakho tum dar apna, hum atay hain abhi!

 
durr kahin wadi main rahta hai woh E-mail

durr kahin wadi main rahta hai woh!
har lamha khayal main rahta hai woh!
kaisa hai woh kis haal main hai woh!
dil kay har sawal main rahta hai woh!

 
Is kadar hum yaar ko manane nikle E-mail

Is kadar hum yaar ko manane nikle,
uski chahat ke hum deewane nikle,
jab bhi use dil ka haal batana chaha,
to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle...

 
Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga E-mail

Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga
Mera Har Din Teri Us Raat Se Aacha Hoga
Na Ho Yakin To Jhaak Lena Apni Doli Se
Mera Janaza Teri Baarat Se Aacha Hoga

 
raat andhair ho jati hai E-mail

raat andhair ho jati hai,
jaan madhosh ho jati hai,
na yun dil jalon si baat kiya karo!
zindagi udass ho jati hai!

 
<< Start < Prev 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 Next > End >>

Results 96 - 100 of 1213

Enter your email address:
RSS Subscribe