Dil Ke Mandir Mein Mera Naam Liya Tha Kisne, Main To Patthar Tha Mujhe Mom Kiya Tha Kisne, Bewafa Mujhko Tu Kehta Magar Ye To Bata, Aakhri Saans Talak Pyar Kiya Tha Kisne.
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum...
Shaam chirago se saja rakkhi hain... Sharth logo se laga rakkhi hain, shayad aa jaye koi humse bhi zyada pyasa, yahi sochkar thodi si bacha rakkhi hain...