Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah, Har ek roop main tera intezaar karte hain, Na tum samet sakogi jise qayamat tak, Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
|
kya mangu khuda se tume pane ke baad. kiska karu intzar zindgi main tere aane ke baad. kyun pyar me jaan luta deta hai log , mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad.
|
Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, Hume har kadam per aapki zarurat hai.
|
Na chaho kisi ko itna, ki chahat aapki majburi ban jaye, chaho kisi ko itna, aapka pyaar uske liye jaruri ban jaye.
|
Woh Mil Jatey Hain Kahani Ban Kar, Dil Main Bas Jatey Hain Nishani Bankar, Jinhey Hum Rakhtey Hain Apni Aankho Main, Q Nikal Jatey Hain Woh Pani Bankar.
|
|
<< Start < Prev 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 Next > End >>
|
| Results 16 - 20 of 176 |