Ehsaas Bohat Hoga Jab Chod Ke Jainge Ehsaas Bohat Hoga Jab Chod Ke Jaingae Roengay Bohat Magar Aansu Nahi Aaengae Jab Saat Na De Koi To Awaz Hamain Dena Aasman Per Bhi Hongay To Lout Ke Aaengae
dosti kaa yeh paigham aap kaay naam dosti kaa yeh paigham aap kaay naam zindagi ki her shaam aap kaay naam iss safar mein hamsafar hai hum dono iss dosti ko nibhana hai aap kaa kaam By Dream Girl
Talaash Karo koi tumhe mil jayega, Magar hamari tarha tumhe kaun chahega, Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega, Magar ankhein hamari kahan se layega..!!