Dil mein ek dard liye jiye ja raha hoon, Teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon,
Na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon, Na jane khud ko kaun si manzil par liye ja raha hoon.
|
Teri judai bhi hamein pyaar karti hai, Teri yaad bahut bekrar karti hai,
Woh din jo tere sath guzare the, Talash unko nazar bar bar karti hai.
|
Agar jindagi mein judai na hoti, Toh kabhi kisi ki yaad aayi na hoti,
Sath gujara hota har lamha, Toh sayad risto mein itani gahrai na hoti.
|
Nazar to mila sake, Per zaban ko hila na sake, Laakh chaha humne, Phir bhi tum ko bhula na sake....
|
Is dil say teri yaad bhulai nahin jati Yeh pyar ki daulat hai lutai nahin jati
Is dil say kesay tumhain bhulaoun main Har roz toh yeh duniya basai nahin jati
|
|
<< Start < Prev 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 Next > End >>
|
| Results 166 - 170 of 212 |