Dar dar bhatakte hai arman ki tarha, Har koi milta hai anjaan ki tarha, Iss duniya se khushi ki aas kya rakhna, Yahan to gham bhi dete hai ehsaan ki tarha,
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai... Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai' Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le.. Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...