*

*



Home arrow Heart Break & Sad SMS
Nasha hum karte hai E-mail

Nasha hum karte hai ilzam sharab ko diya jata hai
per isme kusoor sharab ka nahi unka hai
jinka chehra hamein har jaam mein nazar aata hai..

 
ab un raho se E-mail

Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,

ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!

 
Dosti Ke Nam Pe Diwane E-mail

Dosti Ke Nam Pe Diwane Chale Aate Hai.
Shama Ke Piche Parwane Chale Aate Hai.

Tumhe Yad Na Aayee Khair.
Aana Meri Maut Par. Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hai.

 
Aa jata hai shohrat ka Asar E-mail

Yeh sach hai ki. Aa jata hai shohrat ka Asar..
insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai..

Aur bewafa badle ya naa badle..
Waqt aane par wafadar badal jate hai.

 
Har dhadkan mein ek raz E-mail

Har dhadkan mein ek raz hota hain,
har baat ko batane ka ek andaz hota hai,

jab tak thokar na lage bewafai ki,
har kisi ko apne pyar par naz hota hai.

 
<< Start < Prev 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 Next > End >>

Results 151 - 155 of 212

Enter your email address:
RSS Subscribe