Hindi Jokes & Funny SMS
jahanum & jannat | jahanum & jannat |
|
|
Ek admi chupkay se jahanum se nikala aur jannat main chala gaya. Frishtay ne pakar kar khob mara. Maar khanay k baad admi utha, kapray jharray aur bola: Tumhari in he harkaton ki wajha se koi jannat main nahi ata. |