*

*



Home arrow Hindi Jokes & Funny SMS
batao mere hath mai kia hai? E-mail

Aik Pagal (hath mai cigarette chupa kr):
batao mere hath mai kia hai?

dosara pagal: rail gari...

1st:Tumhe kaise pata chala?

2nd:maine dhuwan niklte dekha...

 
bijli ki tarah kaam karna E-mail

Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye
jaatay ho to wapas aanay main
2-3 ghantay kyun laga daitay ho. ?

Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha
k bijli ki tarah kaam karna ...

 
kabhi bimari,to kabhi honeymoon E-mail

boss:pichle 6 mahino mein tumne kitni chhutiya li hai.
kabhi bimari,to kabhi honeymoon,
bacheki bimari.ab kya hai?

karamchari:kal meri shaadi hai.

 
Tumhare ghar me kaun kaun hai? E-mail

Sardar to Girlfriend= Darling main
tum se shaadi nahi karsakta .
gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai?
Sardar= 1 biwi aur 3 bacche

 
lagana thappar os pagal ke monh pe E-mail

if sumone calls u crazy,dont mind,
if sumone calls u duffer,relax,
if sumone calls u stupid be cool,
but if sumone calls u “cute”

lagana thappar os pagal ke monh pe,
mazak ki b koi hud hoti hai.

 
<< Start < Prev 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 Next > End >>

Results 36 - 40 of 953

Enter your email address:
RSS Subscribe