*

*



Home arrow Hindi Jokes & Funny SMS
3 lakh E-mail

sardar dukhi tha

kisi ne pocha kyon tension main ho?

sardar: yaar ek dost ko plastic surgry k liye 3 lakh diye tahe ab main us ko pehchan nahi pa raha hoon.

 
qutub minar E-mail

Father: qutub minar kahan hai?
Son: pata nahi.

Father: kabhi ghar se bhi bahar nikla karo.
Son: jamil uncle koun hain?

Father pata nahi.
Son: kabhi ghar pe bhi ruka karo.

 
pani ko ullu E-mail

sardar: aaj main ne pani ko ullu bana diya.

freind: pani ko ullu? woh kaise?

sardar: oye! subha main ne pani garam kiya aur thande pani se naha liya

 
maa ki tabiyat E-mail

ek sardar ki maa ki tabiyat kharab thi,

jab hospital legaye to doctor ne bola k in k test hoon gaye.

sardar bola in ki umar zyada hai test nahi one day karwa lo.

 
brain ka opreation E-mail

Doctor patient k peche bhag raha tha.

ek admi ne pocha kya hua?

Doctor: 4 baar aisa he hua hai sala brain ka opreation karwane aata hai aur baal katwa k chala jata hai.

 
<< Start < Prev 161 162 163 164 165 166 167 168 169 170 Next > End >>

Results 846 - 850 of 953

Enter your email address:
RSS Subscribe