*

*



Home arrow Hindi Jokes & Funny SMS
izat k saath E-mail

Son: Abba idher aa

Mother: Aise nahi boltey beta, daddy ko izat k saath bulate hain,

Son: Abba izzat k saath idher aaja.

 
kisliye? E-mail

A boy went to meet his girl friend,
when he came at home..
Mom asked: kahan gaye they?
boy: us se milne,
Mom: kisliye?
boy: haan bohat kiss liye..:p

 
baccho wada karo E-mail

TEACHER: baccho wada karo kabhi cigaratte, sharaab nahi piyo ge..
BACHE: nahi piyain ge

TEACHER: gals ka peecha nahi karoge, na hi unhain chedo ge..
BACHE: nahi karain ge

TEACHER: or desh pe apni jaan qurbaan ker do gey..
BACHE: ker dain ge. aisi zindagi ka or kerna b kya.

 
koun gadha ? E-mail

ek baar sardar ji kahain jaa rahe tahe k ek diwar par padha "padhne wala gadha"

sardar ko bohat ghussa aya, unhon ne mita kar likh diya! "likhne wala gadha"
 
pashtawa E-mail

train mai ek husband apni wife say: "tujh say shadi kar k pachta raha hoon."

"dil karta hai tujhe kutttay k aagay daal doon"

samnay wala passenger bola: "bhao bhao"

 
<< Start < Prev 161 162 163 164 165 166 167 168 169 170 Next > End >>

Results 811 - 815 of 953

Enter your email address:
RSS Subscribe